What is Paytm Postpaid in Hindi?



Abhi tak aapne kahi-n-kahi paytm Postpaid ke bare me suna hi hoga. Aaj main aapko isi ke baare me batne jaa raha hu ki Paytm Postpaid Kya Hai?

Paytm Postpaid, paytm aur ICICI Bank ke dwara ek new credit service hai, jisme aapko kuchh paise udhar diye jaenge. agar aapke Paytm wallet me paise nhi hai aur phir bhi aapko kahi payment karna hai, yo is paytm postpaid balance se kar sakte hai.

Paytm Postpaid Kya Hai Free Payment


Mahine me aap jitna paise is postpaid service ke jariye kharch karenge, vo aapko month ke end me paytm ko dena hoga. Mere khyal se yah kaphi achchhi baat hai ki jarurat ke samay Paytm khud aapko paise dega aur phir baad me vo aap vaapas kar denge.

Agar aap paise loutaane me late karte hai, to aapko kuchh fine me dena padega. Time se dnge to alqag se ek rupuya bhi nahin dena hai, vahi deri karne par kuchh percent to dena hi padega.

Mujhe asha hai ki ab aapko samajh me aa gaya hoga ki Paytm Postpaid Kya Hai?

Read Also:

Comments

  1. नमस्कार हेमन्त भाई
    और कैसे हो

    ReplyDelete
  2. नमस्कार हेमन्त भाई
    और कैसे हो

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. Valuable Inforamtion I Like it and Visit 7 Best Mobile Payments Apps How to Earn Money Online From Home

    ReplyDelete
  5. Ha samjh gaye hai lekin puri tarah se hindi se likkna next topic.👍👍👍👍👏👏👏👏👏

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Who is MN Hemant? YouTuber, Blogger and Tech Expert